Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Amitabh Bachchan - amitabh_bachchan_059.jpg
Amitabh Bachchan

Aaj Ki Taaza Khabar
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.50 - 8 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.50
Total Vote(s) : 8
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Aataa Aayig Kaye Ye Mard Bade Bade Bedardi Hai - आता आईग कए ये मर्द बड़े बड़े बेदर्दी हैं

ye mard bade bedardi hai
ye mard bade bedardi hai
jo ji me aaye karte hai
darte hi nahi dil fek hai ye
har ladki par ye marte hai

ilzaam na do hum mardo ko
ilzaam na do hum mardo ko
jab samne jalwe aate hai
phir najar najar ke chalte hai
dil chhalni hote jate hai
ilzaam na do hum mardo ko
ho ho ho haye

aadat se bade majbur hai ye
murgila ishara karte hai
chupke se bajate hai siti
aur pichhe pichhe chalte hai
are are par mi kaay karu
hum kaise ruke jab koi hasi
hans hans ke bulaye raaho me
hum kaise use thukraye bhala
aa jaye koi jo baaho me
are are sharam na aat kya

to tum bhi suno har fashion me
kal hum bhi sadak par ghumenge
gujregi tumhare dil par kya
ye baat unhi se puchhenge
ae ae kaay bol tis
dekhega agar koi tumko
hum uski aankhe fodenge
itna hi samajh lo baayiko ji
jinda na usko chhodenge

ab kaisi dil pe aag lagi
jab saccha saccha bol diya
tum mardo ki kartuto ka
sab maine parda khol diya
p p p parda are kaisa parda
aurat ke liye parda hai bana
mardo ke liye aazadi hai
jab gair ko dekhe ye biwi
kis baat ki phir ye shadi hai

shadi ka matlab ye to nahi
tum mere hote dekho kahin
aazadi agar hai mardo ko
aurat bhi kisi se kam to nahi
ye jurm agar tumne jo kiya
kal maiyke hi bhijwa dunga
phir tera mera sath nahi
akhbar me ye likhwa dunga
aaj ki taza khabar
aaj ki taza khabar
aaj ki, aaj ki, aaj ki
aaj ki taza khabar

to aaj se vada kar lo tum
pichhe na kisi ke jaoge
tum khao humare sar ki kasam
ke sidhe ghar par aaoge
ha ye huyi na baat
khata hu tumhare sar ki kasam
hargij na kisi ko dekhunga
agar koi hasina aa bhi gayi
main band ye aankhe kar lunga
main band ye aankhe kar lunga
kar lunga, kar lunga
o band kar lunga
o band kar lunga
o band, o band
o aankhe, o aankhe
o band, o band
o aankhe band kar lunga


lyrics of song Aataa Aayig Kaye Ye Mard Bade Bade Bedardi Hai



Film cast: Kiran Kumar, Radha Saluja, Padma Khanna, I S Johar, Asrani, Paintal, Helen, Manju Bansal, Arpana Choudhary, Narendra Nath, Mehmood, Jay Shree T
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Rajendra Bhatia
Film Producer: Rajendra Bhatia
External Links: Aaj Ki Taaza Khabar at IMDB    Aaj Ki Taaza Khabar at Wikipedia

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Sargam (1979)
Sargam (1979)
Rustam Sohrab (1963)
Rustam Sohrab (1963)
Kohraa (1964)
Kohraa (1964)
Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy