Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ye Najar Hai Najar Hai Najar - ये नजर है, नजर है, नजर
are chau to najar ke shishe se
pathar ko thod du
sagar ki lahar tham lu
toofan ko mod du
are chau to najar ke shishe se
pathar ko thod du
sagar ki lahar tham lu
toofan ko mod du
jinko dawa hai
jinko dawa hai apne parde ka
chupte rahe, chupte rahe
mai is najar se parde ki diwar tod du
parde walo
parde walo sambhal kar rahna
parde walo sambhal kar rahna
utha parda to mujhse na kahna
utha parda to mujhse na kahna
ye to picha karegi koi jayega jidhar
ye najar hai, najar hai, najar
ye najar hai, najar hai, najar
isko sab ki khabar hai khabar
isko sab ki khabar hai khabar
dekh le koi khud ko chupake
dekh le koi khud ko chupake
ho ja sakega na
ho na sakega na daman bacha ke
ja sakega na daman bacha ke
parde pe naaz hai jinko
ye kah do jake unko
jisne bhi inko roka
wo kha jayega dhokha
agar ye rang dikha degi
agar jadu chala degi
kayi parde gira degi
kayi parde utha degi
kayi parde gira degi
kayi parde utha degi
tu jidhar ye udhar ab jayega kidhar
tu jidhar ye udhar ab jayega kidhar
o jami aasma tu jaha ye waha
o jami aasma tu jaha ye waha
maan le, maan le tu meri isse parda na kar
ye najar hai, najar hai, najar
ye najar hai, najar hai, najar
isko sabki khabar hai khabar
isko sabki khabar hai khabar
agar masti me aayegi to dunia jhum jayegi
to dunia jhum jayegi
dunia dunia jhum jayegi
ho dunia jhum jayegi
karegi ye jo manmani
to patthar ho jaye pani
ho jaye pani
to patthar ho jaye pani
to patthar ho jaye pani
jamane ki hukumat jamane ki mohabbat
jamane ki ye takat jamane ki jarurat
isi ke paav me hai, isi ki chaanv me hai
isi ke paav me hai, isi ki chaanv me hai
isi ki raaho me hai, ye do nigaho me hai
isi ki raaho me hai, ye do nigaho me hai
agar ye jhuk jayegi to dunia ruk jayegi
agar ye jhuk jayegi to dunia ruk jayegi
agar ye uth jayegi to dunia lut jayegi
agar ye uth jayegi to dunia lut jayegi
na ise tu sata, na ise aazma
na ise tu sata, na ise aazma
ye jafa ye bala, ye kada ye khuda
ye jafa ye bala, ye kada ye khuda
dekh le, dekh le aaj aake tu iska asar
ye najar hai, najar hai, najar
ye najar hai, najar hai, najar
isko sabki khabar hai khabar
ye najar hai, najar hai, najar