Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ye Zindagi Sagar Ka Behta Sa Pani - ये ज़िन्दगी सागर का बहता सा पानी
ye zindagi hain
sagar ka bahta sa pani
halchal kabhi hain
kabhi khamoshi lahro ki kahani
ye zindagi hain
sagar ka bahta sa pani
halchal kabhi hain
kabhi khamoshi lahro ki kahani
dhup hain gam ki
kabhi hain ye khushiyo ki chhanw
kaante ho jitne
dagar me ruke na panw
na rukna chalte jana re
ye zindagi hain
sagar ka bahta sa pani
halchal kabhi hain
kabhi khamoshi lahro ki kahani
bahki hai man kabhi, tutate hain hausale
sahme jo badh jayenge, manjilo se fasale
bahki hai man kabhi, tutate hain hausale
sahme jo badh jayenge, manjilo se fasale
manjilo se fasale
ye zindagi hai sun sun
sargam sa pani, har pal sunahre hain
jee le kar le manmani
dhup hain gam ki
kabhi hain ye khushiyo ki chhaanv
kaante ho jitne
dagar me ruke na paanv
na rukna chalte jana re
ye zindagi hain
sagar ka bahta sa pani
halchal kabhi hain
kabhi khamoshi lahro ki kahani
preet kabhi tute na, meet akbhi ruthe na
raste kathin ho jitne, aas kabhi chhute na
preet kabhi tute na, meet akbhi ruthe na
raste kathin ho jitne, aas kabhi chhute na
aas kabhi chhute na
ye zindagi hain kabhi khara, kabhi mitha paani
samjhe jo isko, jeene me hogi asani
dhup hain gam ki
kabhi hain ye khushiyo ki chhanw
kaante ho jitne
dagar me ruke na panw
na rukna chalte jana re
ye zindagi hain
sagar ka bahta sa pani
halchal kabhi hain
kabhi khamoshi lahro ki kahani