Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ye Gulabi Shaam Ka Nasha - ये गुलाबी शाम का नशा
ye gulabi sham ka nasha ye sharabi sham ka nasha
kasturi jaisa hai ang ang tera
hawa mahaki mahaki hai bahaka jiya mera
badal bhi tujhe dekh kar haye pagal huye dilruba
badal bhi tujhe dekh kar haye pagal huye dilruba
ye gulabi sham ka nasha ye sharabi sham ka nasha
majedar hota hai khel jawani ka yara
ye sangam hai aag ke pani ka
aag mere dil me lagi hai haye lagi mere dil ki tu bujha
aag mere dil me lagi hai haye lagi mere dil ki tu bujha
tere badan me baat vo dekh ke dil bhare nahi
ye vo ajib pyas hai sagar se jo bujhe nahi
jage huye arman hai arman kya tufan hai
tufa koun roke inhe koun roke
kuch rahega hoke kuch rahega hoke
jo bhi ho jaye hone de hone de dil na jala
ye gulabi sham ka nasha ye sharabi sham ka nasha
majedar hota hai khel jawani ka yara
ye sangam hai aag ke pani ka
aag mere dil me lagi hai haye lagi mere dil ki tu bujha
badal bhi tujhe dekh kar haye pagal huye dilruba
dil kis tarah bachanyenge lagta hai dub jayenge
khatra na jab uthayenge manjil kaha se payenge
manjil karib aa gai masti fija pe cha gai
pavan bhi itraye gagan bhi itraye
baho me bulaye baho me bulaye
milna jaruri hai fir kaisi duri hai aaja re aaja
ye gulabi sham ka nasha ye sharabi sham ka nasha
yara ye sangam hai aag ke pani ka majedar
hota hai khel jawani ka
badal bhi tujhe dekh kar haye pagal huye dilruba
aag mere dil me lagi hai haye lagi mere dil ki tu bujha