Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yeh Jawani Hai Meri Jaan, Dhoom Machane Ke Liye - ये जवानी है मेरी जाँ, धूम मचाने के लिए
ye jawani hai ye jawani hai meri jan dhum machane ke liye
nachne gane ke liye mauj udane ke liye
ye jawani hai meri jan dhum machane ke liye
nachne gane ke liye mauj udane ke liye
ye jawani hai meri ja
mang lo mohabbaat deke dil ka pyar
zindagi me aaye ye mauka ek bar
mang lo mohabbaat deke dil ka pyar
zindagi me aaye ye mauka ek bar
koi gul khilao chali jaye na bahar
ye umar ye najar ye lachak ye kamar
ye jawani hai meri jan dhum machane ke liye
nachne gane ke liye mauj udane ke liye ye jawani hai meri jan
adao se ye muskurana tera shram se ye palke jhukana tera
tere husn ki yahi tarif hai ke aashik hai sara jamana tera
adao se ye muskurana tera shram se ye palke jhukana tera
tere husn ki yahi tarif hai ke aashik hai sara jamana tera
dil ruba pas aa tu bhi ga tu bhi ga
ye jawani hai jane ja ye jawani hai jane ja
dil milane ke liye pyar nibhane ke liye
mauj udane ke liyeye jawani hai jane ja
jo chaha tha waisa dildar mila ke jindagi me pahli bar hai mila
meri ye jawani nisar tujhpe ha sab kuch mila tera pyar hai mila
jo chaha tha waisa dildar mila ke jindagi me pahli bar hai mila
meri ye jawani nisar tujhpe ha sab kuch mila tera pyar hai mila
mai jawa tu jawa jhumta hai jaha
ye jawani hai meri jan dhum machane ke liye
nachne gane ke liye mauj udane ke liye
ye jawani hai ye jawani hai ye jawani hai
Comments for lyrics of song "Yeh Jawani Hai Meri Jaan, Dhoom Machane Ke Liye"
Dipak Jham on Tuesday, May 15, 2012 Terrific song Dear Rafisaab is GOD
mujeeb khan on Wednesday, February 25, 2015 nice one