Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yeh Kya Ke Sabase Bayan Dil Kee Halate Karani - ये क्या के सबसे बयाँ दिल की हालतें करनी
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
faraz tujhko na aayi mohabbate karni
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
ye kurb kya hain ke tu samne tha aur hume
ye kurb kya hain ke tu samne tha aur hume
shumaragi se judai se saate karni
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
koi khuda ho ke patthar jise bhi hum chahe
koi khuda ho ke patthar jise bhi hum chahe
koi khuda ho ke patthar jise bhi hum chahe
tamam umar usi ki ibadate karni
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
sab apne aane karine se muntajir uske
sab apne aane karine se muntajir uske
kisi ko shukar kisi ko shikayate karni
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
mile jab unse to mubham si guftgu karna
mile jab unse to mubham si guftgu karna
mile jab unse to mubham si guftgu karna
phir apne aap se sau sau wajahate karni
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
faraz tujhko na aayi mohabbate karni
ye kya ke sabse baya dil ki halate karni
Comments for lyrics of song "Yeh Kya Ke Sabase Bayan Dil Kee Halate Karani"
Letsfirst Chat on Saturday, February 09, 2013 Ye kya k sabse byan dil ki halatein karni,Faraz tujhko na aya muhabatein
karni Ye kurb kya hai k tu samne tha aur humein,Shumar abhi se judai ki
sa-atein karni Koi Khuda hokey patthar jisey bhi hum chahe,Tamam umr usi ki
ibadatein karni Sab apne apne kareenay sey muntazir uskey,Kisi ko shukr
kisi ko shikayatein karni Hum apne dil sey hai majboor aur logon ko,Zara si
baat pe barpa qayamatein karni Miley jab unsey toh mubham si guftgu
karna,Phir apne aap se sau sau bazahatein karni
Letsfirst Chat on Saturday, February 09, 2013 Ye log kaise magar dushmani nibhatey hai, Humein toh ras na aayein
muhabbatein karni Kabhi Faraz naye mausamon mein ro dena, Kabhi talaash
purani rakabatein karni. Great poetry by Ahmed Faraz Saheb, and Ghulam Ali
Saheb at his usual bestest self. Bhai waah waah, waah waah.
Arif Ali Khan on Sunday, June 02, 2013 Lovely. Thanks for posting. Randhir ji the poetry is by Ahmed Faraz not
Shifai. Please correct the credit in your description.
LoveMSC on Thursday, March 19, 2015 Sir thanks a million for posting this Behtareen Gazzal.Hope to listen to
all the other numbers from Mahtab.