Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yesu Allah Aur Krishna - ईसु अल्लाह और कृष्णा
yeshu allah aur krishna
yeshu allah aur krishna
kaun bhagwan hai apna
yeshu allah aur krishna
kaun bhagwan hai apna
phool pe phool chadha de
diye pe diye jala de
phool pe phool chadha de
diye pe diye jala de
mala pe mala japna
maal ko andar karna
mala pe mala japna
maal ko andar karna
yeshu allah aur krishna
kaun bhagwan hai apna
yeshu allah aur krishna
kaun bhagwan hai apna
yeshu allah aur krishna
sant kabir ne sant kabir ne
sant kabir ne dekha tha ek sapna
jaha paraya koi nahi jo bhi hai apna
par maharaj ye sant kabir kaun tha
sant kabir kaun tha sant kabir wo tha
jiski vani thi gyan ki gagariya
sant kabir wo tha jisne apne doho se
manavta ka dharam samjhaya
to aaj isi kabir ke baare mein
kuch bolenge kuch gayenge aur
mtv unplugged me rang jamayenge
sant kabir ne dekha tha ek sapna
jaha paraya koi nahi jo bhi hai apna
ye barso ki baat nahi hai
ye kal ki breaking news bhi
sant kabir dharti pe dharti pe sant kabir
sant kabir dharti pe dharti pe sant kabir
are sant kabir aa gaya
pichhe mud ke kya dekhto ho madam
sant kabir tumhare dil mein hai
tumhare man mein hai sant kabir
ji ha hum sab mein hai sant kabir
par ye duniya ki jo duniyadari hai
usme hum bhul gaye hai
to ghar ja ke sochiyega
hum sab me hai sant kabir
to sant kabir aaya dharti pe aur bole
500 saal me kuch khas nahi badla hai
jine ke liye jo zaruri hai
wo swas nahi badla hai
wo swas nahi badla hai
poshakh badli hai par insan nahi badla hai
dar wahi hai dar ka saman kahi badla hai
pehle chalti thi talvar ki dhar
ab chalti hai goliyo ki bauchhar
500 saal mein kuch khas nahi badla hai
isiliye kabir ne kaha
din mein to sab hai gyani are sadho
din mein to sab hai gyani
aur raat mein chor ki nani
din mein to sab hai gyani
raat mein chor ki nani
yeshu allah aur krishna
kaun bhagwan hai apna
yeshu allah aur krishna
kaun bhagwan hai apna
phool pe phool chad
Comments for lyrics of song "Yesu Allah Aur Krishna"
Dhruv Parmar on Thursday, September 06, 2012 Superb. . .What a great concept to make one understand such a deep thought.
. .Keep it up guys. . .Guitar tunes and Singer's movement(2:16 onward)
reminds me about Bob Marley. . . Really enjoyed. . .Thanks for video. . .
Himanshu Rajmane on Monday, March 25, 2013 No re with such a good performance people were really listening to it then
rather creating unnecessary noise like whistling.This is a class ...man.
Shubham Sengupta on Wednesday, February 20, 2013 i love there showmanship. The track i guess is a reggae!!!
Himanshu Rajmane on Monday, March 25, 2013 Now I get it why you said that.
Roshan Rammohan on Thursday, May 27, 2010 BrillliYanTu!! BrillliYanTu!!