Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yun Lab Se Labo Pe Likh Jao Na - यू लब से लबो पे रुक जाओं ना
yu lab se labo pe ruk jaao na
tum tham ke lamho pe ruk jaao na
vakt thahra rahe umra bhar karib aa jaao na
vakt thahra rahe umra bhar karib aa jaao na
yu lab se labo pe ruk jaao na
tum tham ke lamho pe ruk jaao na
vakt thahra rahe umra bhar karib aa jaao na
raato ki khuli hui sirao ko
milao mere khwabo se lage na ye juda sa
taaro ki lagi hui kataro ko
chhedo na in aankho ko dikhega dhundhla sa
subah ki kiran ban jaao na
tum tham ke lamho pe ruk jaao na
vakt thahra rahe umra bhar karib aa jaao na
ho sanso ki saji hui udano mein
suni hai teri khamoshi tu kyu hai tanha sa
hontho ki reshmi sadao se kaho na dil ki bate
main bhi hun bikhra sa
dhadkan ki dhun ban jaao na
tum tham ke lamho pe ruk jaao na
vakt thahra rahe umra bhar karib aa jaao na
Comments for lyrics of song "Yun Lab Se Labo Pe Likh Jao Na"
divyansh srivastava on Monday, May 13, 2013 javed bhaiya kitna acha gate h aap apka bahut bada fan hu mai..apko
varanasi bhu me dekha tha maine
Graham Gonsalves on Friday, May 24, 2013 Javed bhai aapki aavaj bohot hi methi hai