|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Zindagi Humse Huyi Hai Door - जिंदगी हमसे हुई है दूरzindagi humse hui hai dur
pyar ne kiya hume majbur
kisi ko yaad karte hai
na jite hai na marte hai
zindagi humse hui hai dur
pyar ne kiya hume majbur
kisi ko yaad karte hai
na jite hai na marte hai
hua hai gam se dil pamal
na puchho na puchho
mujhse mera haal
hua hai gam se dil pamal
na puchho mujhse mera haal
bana tha dil me jo mehman
use haye dil na saka pahchan
usi ko yaad karte hai
na jite hai na marte hai
mitane ke liye kya aashiya
koi banata hai
chaman ko baagbaa kab
apne hatho se jalata hai
hui kuch humse aisi bhul
khile na armano ke phul
magar ab aah bharte hai
na jite hai na marte hai
|
Comments for lyrics of song "Zindagi Humse Huyi Hai Door" |
|
Jagjit Singh Ishar on Saturday, January 24, 2015 Never heard this song before. Buried under the mist of time & trend these
forgotten gems are very rarely heard these days.
Mwaqas66 on Tuesday, August 21, 2012 Wah Wah kiya baat hai lata ji ki.In ke gaane sunkar dil ko chen pohnchta hai
Chandrakant Pusdekar on Saturday, March 15, 2014 ONE OF THE BEST !
|
Dhuaan |
Singer: | Lata Mangeshkar, Krishna Goyal, Premlata | Lyricist: | Rajendra Krishan | Music Director: | Vasant Desai, Dhaniram | External Links: | Dhuaan at IMDB |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|