Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Zindagi Ko Haan Kar De - ज़िन्दगी को हाँ कर दे
ab saalon mein jeena ya misalon mein
jawabon mein jeena ya sawalon mein
sab hathon mein hai tere tu jane
ek rai deta hoon jo tu maane
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
tu achhi achhi achhi baatein andar ki
dil ke samandar ki karte jaana
ek chutki chutki chutki leke amber ki
dil ke paigambar ki chalte jana
ruk jana teri fitrat mein nahi
na kehna teri aadat mein nahi
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
dard ki dawa bhi tu
dard ka maza bhi tu
dard ki nawa bhi tu
dard ki wajah bhi tu
dard agar jo hota hai
ye samajh tu zinda hai
dard se khafa kyun hai
itna bewafa hai kyun
itna bewafa hai kyun
apni saari kamjori
apne saare dardon ko
jeene ki wajah hai jo
un sabhi humdardo ko
uth gale laga apne
chal hunar dikha apne
dekh li unchai tune
ab tu par dikha apne
ab tu par dikha apne
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawa kar de