Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya - मर मर के मुसाफ़िर ने बसाया है तुझे
mar mar ke mushafir ne basaya hai tujhe
rukhsab se phira ke munh dikhaya hai tujhe
kyun kar na lipat ke sou tujhse e kabr
zindagi deke maine paya hai tujhe
zindagi ne maut se parda kiya
aye kafan tune to sharminda kiya
zindagi ne maut se parda kiya
aye kafan tune to sharminda kiya
zindagi ne maut se parda kiya
unko aana tha na aaye aur yaha
unko aana tha na aaye aur yaha
unko aana tha na aaye aur yaha
marne wala raasta dekha kiya
marne wala raasta dekha kiya
aye kafan tune to sharminda kiya
zindagi ne maut se parda kiya
koi bhi mehfil ho jee lagta nahi
koi bhi mehfil ho jee lagta nahi
koi bhi mehfil ho jee lagta nahi
uski yaadon ne hume tanha kiya
uski yaadon ne hume tanha kiya
aye kafan tune to sharminda kiya
zindagi ne maut se parda kiya
tha use kitna bichhadne ka malal
tha use kitna bichhadne ka malal
tha use kitna bichhadne ka malal
jaate jaate woh mujhe dekha kiya
jaate jaate woh mujhe dekha kiya
aye kafan tune to sharminda kiya
zindagi ne maut se parda kiya
aye kafan tune to sharminda kiya
zindagi ne maut se parda kiya
zindagi ne maut se parda kiya
Comments for lyrics of song "Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya"
Vaheed Haidar on Friday, September 19, 2014 Thanx a lot Mr,Patel.please upload pankaj ji ki purana gazal..main
gaun ki goriya..if u have this gazal in ur collections..thank u once again
Anil Waghela on Sunday, March 10, 2013 I think this is very hi fi gazal jo ki19 saalo se sun rahahu koi sune to
pata chale